Piczo

Log in!
Stay Signed In
Do you want to access your site more quickly on this computer? Check this box, and your username and password will be remembered for two weeks. Click logout to turn this off.

Stay Safe
Do not check this box if you are using a public computer. You don't want anyone seeing your personal info or messing with your site.
Ok, I got it
Back To Home Page
JOKES
Tumhain Janaa Ijazat Hai

Tumhain Janaa Ijazat Hai
Tumhain Janaa Ijazat Hai.......!
Kay In Tareekh Rahoon Par
Thakan Sii Khud Main Pao Too
Andheeroon Say Kabhi Dil Daul Jaye
Thak Sii Jaoo Too
Meray Jaltay Huay Lamhoon
Meray Kangaal Hathoon Say Chura Kay Apnay Haathon Ko
Fiza Ki Naghmagi Say Tum Naye Geeton Ko Chun Laina
Haseen Palkoon Ki Naukoon Par Naye Kuch Khuwaab Bun Laina
Koi Gar Pooch Lai Mera To Us Say Zikar Mat Karna
Meray Jeevan KI Jalti Dopahar Say Baygharz Ho Kar
Tum Apni Chandni Raaton Main Jugnoo Palti Rehna
Meri Tanhaiyoon Ki Wahshatoon Ki Fikar Mat Karna
Tumhain Is Ki Ijazat Hai
Meray Sab Khat Jala Daina
Meray Tohfoon Ko Dariya Main Bahana Ya Daba Daina
Meri Har Yaad Ko Dil Say Khurachna Or Mita Daina
Tumhain Bikul Ijazat Hai
Kay Jab Chahoo Bhula Daina
Magar Itni Guzarish Hai
Agar Aisa NA Ho Janaa
To Acha Hai.......!
                                                      (Poet : Wasi Shah)
                        zindagi shairi

1.   Zindagi ne aisa kyu kiya jab ise mujse moo morna na hi tha kyu dharkaya mera dil aise jap tumhe aise wapas jana he tha

2.   CHOT DIL PAR LAGTI HAI TU HI DARD KA AHSAS HOTA HAI,DARD DENE WALE KIA JANNE DARD KA AHSAS KIA HOTA HAI ,
    TADAPTA HAI DIL RUPADTI HAI YEH ZINDAGI,DARD BHULAKAR APNAU K LIYE MUSKURANA PADHTA HAI.

3.   bahut dekhi hai is duniya ki shohurath,magar
    hum woh nahi,jo do din ki zindagi keliye apne imaan chod de!!
    zindagi bala hamara saath kaise bi khel kele.,magar
    hum woh nahi, jo pal ki khushi keliye apne khuda ko chod de!!!

4.   zindgi gamo ka pulinda hai, kusiya yaha chunida hai, kabhi to yad kar liya karo hame, ye saks abhi jinda hai.

5.   jindagi hai phoolo ki seaj, koi phool gir na paya, aap sada u hi muskurate raho, koi gam aapko chu na paya

6.     zindagi ko gamu se lardate rahe haar kar bhi sada muskurate rehe.
      ashq jhalka kabhi jo palku se dil ki dhadanu mein use chupey rahe.

7.   Mat beth sahil pe k hawa tang karegi,
      bichre huwelogo ki sada tang karegi.
      mat tot ke chaho itna kisi aghaze safar main.
      bichre ga to ik ik ada tang karegi

8.   unki raah mein hum roz intezaar karte hain,intezaar mein hum bahot piya karte hain,
      kash unko ehsaas hota hamari bekhudi ka,
      ki wo harwaqt hamari sanson mein base hue rehte hain.

9.   koi wada nahi phirbhi tera intezaar hain,judaai ke bawajoot tujhse pyaar hain,
      tere chehre ki udasi derahi hain gawahi,ki mujhse milne ke liye tu bhi bekaraar hain.

10.   kisi ko mohabbat ki sacchai mar dalegi kisi ko mohabbat ki gahrai mar dlegi,
      kar ke mohabbat koi nahi bachega aur jo bach gaya use TANHAI mar dalegi

9.     Wah Phool Ho Tum jo kabhi na Murjaye
      Wah Shama Ho Tum Jo Kabhi na Bujpaye
      Sare jahan ki khushiyan aaj tere daman mein aajaye
      Yehi dua hai meri Tu Hamesha Yu Hi Muskurayee!!!
      Happy Birthday.

DIL PAR LAGTI HAI TU HI DARD KA AHSAS HOTA HAI,DARD DENE WALE KIA JANNE DARD KA AHSAS KIA HOTA HAI ,